|
|
|
Yaadein: Jab
kaanon ke bichono par,
Do
phool khilte hain. To
un dino ki yaadon se, Aansoo
kyun girte hain. Par
kuch keh nahin paate, Yeh
hont jo silte hain. Aur
shaam ke kale saaye, Phir
youn hi dhalte hain. To
tanhai aur hum, Phir
saath hi chalet hain. To
raat gae yeh dil, Jab
dyon main jalte hain. Aur
jal jal yeh phir, Jab
subah ko bujhte hain. To
bujh kar phir yeh dil, Bas
raakh hi bante hain. Yeh
raakh hi bankar kaajal, Teri
aankhon main lagte hain. To
un dino ki yaadon se, Aansoo
kyun girte hain.
|